Sahabi e Rasool ﷺ Hazrat Ameer e Muwaviya ki Fazilat

 

Ameer e Muwaviya ki Fazilat

(𝙎𝙪𝙧𝙖𝙝 𝙖𝙡-𝙃𝙖𝙙𝙞𝙙, 𝙖𝙮𝙖𝙩-10)

وَ مَا لَكُمْ اَلَّا تُنْفِقُوْا فِیْ سَبِیْلِ اللّٰهِ وَ لِلّٰهِ مِیْرَاثُ السَّمٰوٰتِ وَ الْاَرْضِ ؕ -لَا یَسْتَوِیْ مِنْكُمْ مَّنْ اَنْفَقَ مِنْ قَبْلِ الْفَتْحِ وَ قٰتَلَ ؕ -اُولٰٓىٕكَ اَعْظَمُ دَرَجَةً مِّنَ الَّذِیْنَ اَنْفَقُوْا مِنْۢ بَعْدُ وَ قٰتَلُوْا ؕ -وَ كُلًّا وَّعَدَ اللّٰهُ الْحُسْنٰى ؕ -وَ اللّٰهُ بِمَا تَعْمَلُوْنَ خَبِیْرٌ۠(۱۰)

𝙆𝙖𝙣𝙯𝙪𝙡 𝙄𝙢𝙖𝙣 𝙏𝙧𝙖𝙣𝙨𝙡𝙖𝙩𝙞𝙤𝙣: اور تمہیں کیا ہے کہ اللّٰہ کی راہ میں خرچ نہ کرو حالانکہ آسمانوں اور زمین سب کا وارث اللّٰہ ہی ہے (ف۲۶) تم میں برابر نہیں وہ جنہوں نے فتحِ مکہ سے قبل خرچ اور جہاد کیا (ف۲۷) وہ مرتبہ میں ان سے بڑے ہیں جنہوں نے بعد فتح کے خرچ اور جہاد کیا اور ان سب سے (ف۲۸) اللّٰہ جنّت کا وعدہ فرماچکا (ف۲۹) اور اللّٰہ کو تمہارے کاموں کی خبر ہے

“Our tumhe kiya hai ke Allah ki Raah me kharch naa karo Hala ki Aasmaanon or zameen sab ka waris Allah hi hai tum me barabar nahi wo jisney Fatah makka se qabl kharach our jihad kiya woh martaba me unse badey hai jinho ne baad fatah ke kharch or jihad kiya our un sab se Allah Jannath ka wadah farmaa chuka or Allah ko tumhare kaamon ki khabar hai. “

*Huzoor ﷺ Ka ilm e Gaib Aur Hazrat Ameer Muawiya Ko Jannati Hone Ki Basharat*

_Hazrat Umme Haram رضي الله عنها‎ Se Riwayat Hain Huzoor ﷺ Ne Farmaya *Meri Ummat Ka Sabse Pehla Lashkar Jo Samudari* (Sea) *Safar Karke Jihaad Ke Liye Jayega Uske Liye Allah Ne Apni Rehmat Aur Maghfirat Wajib Kar Di Hai Wo Jannati Lashkar Hai Phir Hazrat Umme Haram رضي الله عنها Farmati Hain Ki Mene Rasool Allahﷺ Se Arz Kiya Ya Rasool Allah ﷺ Kya Me Bhi Us Jannati Lashkar Ke Saath Hongi?*_Toh Rasool Allahﷺ Ne Irshad Farmaya_ *Ha Tum Bhi Unke Saath Hogi*

_Phir Rasool Allah ﷺ Ne Irshad Farmaya_ *Meri Ummat Ka Wo Pehla Lashkar Jo Qaisar Ke Shaher Par Hamla Karega Unke Liye Bhi Allah Ne Maghfirat Kardi Hai* _Toh Hazrat Umme Haram رضي الله عنها Ne Arz Ki Ya Rasool Allah ﷺ Kya Me Unke Saath Bhi Hongi?_ *Toh Rasool Allah Ne Irshad Farmaya Nahi Tum Unke Saath Nahi Hogi*

_Aur Wo Samudri Lashkar Jisme Hazrat Umme Haram رضي الله عنها Gai Us Pehle Lashkar Ke Sipah’salar (Yani Us Jannati Lashkar Ko Lead Karne Aur Le Jane Wale) *Hazrat Ameer Muawiya رَضِيَ ٱللَّٰهُ عَنْهُ‎ Hain* Aur Usi Jihad Se Wapsi Ke Waqt Wahin Umme Haram رضي الله عنها Shaheed Hui

Aaj Us Jagah Ko Cyprus Kehte Hai Wahi Hazrat Umme Haram Bint e Milhaan رضي الله عنها Ka Mazar Sharif Bana Hai_

_Yani Jo Chiz Abhi Hui Bhi Nahi Aur Huzoor ﷺ Ke Duniya Se Parda Farmane Ke *Almost Sea War 20* Aur Qaiser Par Jihad *25* Saal Baad Hui Uske Bare Me Mere Mukhtar Aaqa ﷺ Ne Pehle Hi Bata Diya Ki Kaun Kaha Jihaad Karega, Us Lashkar Me Kaun Jayega, Kaun Nahi, Kisse Karega, Kis Rastay Se Jayega Matlab Samundar Ki Zameen, Us Lashkar Me Kaun Shaheed Hoga Kaun Nahi Isi Liye Jab Dusre Lashkar e Qaisar Ke Bare Me Sahabia Ne Pucha To Bata Diya Tum Nahi Hogi Kyunke Wo Samudari Jihaad Wale Lashkar Me Shaheed Ho Jayegi_ *Aur Sahabiya Ka Aqeeda Tha Ki Huzoor Ko ilm e Gaib Hai Jabhi Toh Unhone Pucha Ki Me Us Lashkar Me Jaogi Ki Nahi

(*Reference Book *Sahih Bukhari* Vol *4* Hadees *2799-&-2924*)

(𝙎𝙘𝙖𝙣 𝙥𝙖𝙜𝙚 👇)

*Huzoor ﷺ Ka Farman Hazrat Ali رَضِيَ ٱللَّٰهُ عَنْهُ‎ Aur Hazrat Muawiya ۔ رَضِيَ ٱللَّٰهُ عَنْهُ‎Wo Aur Unke Saathi Azeem Hain*

*Hazrat Abu Hurayrah رَضِيَ ٱللَّٰهُ عَنْهُ‎ Aur Hazrat Abu Bakrah رَضِيَ ٱللَّٰهُ عَنْهُ‎ Se Riwayat Hain Rasool Allah ﷺ Hazrat Imam Hasan رَضِيَ ٱللَّٰهُ عَنْهُ‎ Ko Apne Paas Liye Tashreef Farma The Aur Unki Taraf Dekh’kar Irshad Farmaya Ye Mera Beta Hasan رَضِيَ ٱللَّٰهُ عَنْهُ‎ Syed Ibn e Syed Hain Allah Iske Haath Par Meri Ummat Ke 2 Azeem Badi Jamato Ke Darmiyan Me Sulah Karayega Jab Ke Kafi Khoon Beh’chuka Hoga*

*Pay Attention* _Yani Huzoor ﷺ Ne Hazrat Ali رَضِيَ ٱللَّٰهُ عَنْهُ‎ Aur Hazrat Muawiya رَضِيَ ٱللَّٰهُ عَنْهُ‎ Ke Dono Giroh Ko Azeem Karar Diya Aur Hazrat Imam Hasan رَضِيَ ٱللَّٰهُ عَنْهُ‎ Aur Hazrat Muawiya رَضِيَ ٱللَّٰهُ عَنْهُ‎ Ke Bich Jo Sulah Hui Usko Aapke Bachpan Me Hi Bata Diya Aur Khoon Beh’chuka Hoga Isse Murad Jang e Siffeen Aur Jang e Jamal Hai_

(Reference Book *Sahih Bukhari* Vol *1* Hadees *3746*)

(𝙎𝙘𝙖𝙣 𝙥𝙖𝙜𝙚) 👇

Huzoor ﷺ Ne Farmaya Muawiya Tum Mujhse Ho Aur Me Tumse

Hazrat Imam Ibn Asaqir Al Mutawaffah 571 Hijri Hadees Likhte Hain

➊ Hazrat Abdullah Bin Umar رضي الله عنه Se Riwayat Hain Ki Me Huzoor ﷺ Ke Paas Maujud Tha To Huzoor ﷺ Ne Irshaad Farmaya Tumhare Saamne Ahle Jannat Me Se Ek Shakhs Zaahir Hoga Toh Hazrat Muawiya رضي الله عنه Tashreef Laye Phir Dusre Din Bhi Huzoor ﷺ Ns Yahi Farmaya Toh Hazrat Muawiya رضي الله عنه Hi Zaahir Huwe

➋ To Me Unke Paas Gaya Aur Unka Chehra Mubarak Rasool Allah ﷺ Ki Janib Phertay Huwe Arz Ki Ya Rasool Allah ﷺ Kya Ye Wahi Shakhs Hain ? To Huzoor ﷺ Ne Irshad Farmaya Haa Ye Wahi Shakhs Hain

➌ Phir Rasool Allah ﷺ Ne Irshad Farmaya Aye Muawiya رضي الله عنه Tum Mujhse Hoo Aur Me Tumse Hu.

➍ Huzoor ﷺ Ne Apni Shaahadat Ki Aur Darmiyaani Ungli Mubarak Ko Harkat Dete Huwe Ishara Farmaya Aye Muawiya رضي الله عنه Tum Jannat Ke Darwaze Me Mere Saat in Dono Ki Tarah Dakhil Honge

Reaserch of This Narration of Hadith

➊ Hazrat Shaykh Abu Bakr Muhammad Bin Muhammad Bin Ali Bin Karteeli Ke Bare Me Hazrat Imam Ibn Asaqir Al Mutawaffah 571 Hijri Farmate Hain
Shaykh al-Saleh Yani Wo Naik Buzurg Hain aur Unki Riwayat Ko Hasan (Good) Karar Diya
Ref• Mujjam al-Shuyukh Ibn Asaqir
Vol 2 Raqam 1341

➋ Hazrat Abu Bakr Muhammad Bin Ali Bin Muhammad al-Khaiyyaat al-Muqri Baghdadi Al Mutawaffah 467 Hijri Ko Imam Zehbi Ne Siqa, Mutqin, Zahid Aur Saleh Karar Diya
Ref• Tarikh al-Islaam
Vol 10 Page 254

➌ Hazrat Ahmed Bin Abdullah Bin Khazir Abul Hussain Ibn Susanjari Al Mutawaffah 402 Hijri Ko Hazrat Hazrat Imam Qasim Ne Siqa Mamoon Aur Hasan ul-Aiteqaad Karar Diya
Ref• Kitab us Siqaat Lil Qasim
Vol 1 Page 373

➍ Hazrat Abu Jafar Ahmad Bin Abi Talib Ali Bin Muhammed al Katib Al Mutawaffah 379 Hijri Ko Hazrat Imam Khatib al-Baghdadi Al Mutawaffah 463 Hijri Ne Siqa Kaha
Ref• Tarikh al-Baghdad
Vol 5 Page 516

➎ Aur Unke Walid Hazrat Abu Talib Ali bin Muhammad Bhi Saduq Hain Kyunke Unki Riwayat Ko Hazrat Ibn Asaqir Ne Hasan Kaha Hai
Ref• Mujjam al-Shuyukh Asaqir
Vol 2 Page 1041

➏ Hazrat Muhammad Bin Marwan Bin Umar Se Murad, Muhammad Bin Marwan Bin Amrr al-Qureshi al-Saeedi Hain Aap Ki Riwayat Ko Imam Ibn Asaqir Ne Hasan Karar Diya Aur Imam Ziyauddin al Maqdisi Al Mutawaffah 643 Hijri Ne Sahih Karar Diya

➐ Hazrat Hasan Bin Ishaq Bin Yazeed al Attar Al Muttawaffa 272 Hijri Ko Imam Zehbi Ne Siqa Muhaddis aur Hujjat Karar Diya
Ref• Siyar A’lam al-Nubala
Vol 13 Page 144

➑ Hazrat Abu Muhammed, Nuh Bin Yazeed al-Muallim Al-Muhazzab Sunan Abi Dawud Ke Rijaal Hai Aur Imam Ibn Hajar Asqalani Ne Siqa Karar Diya
Ref• Taqreeb Raqam 7212

➒ Hazrat Abdur Rehman Bin Abdullah Bin Dinar Sahih al-Bukhari Aur Sunan e Salasa Ke Rijaal Hain Aur Hazrat Imam Ibn e Hajar Asqalani Aur Imam Ayni Ne Saduk Karar Diya
Ref• Fathul Bari fi-Sharah Bukhari
Vol 1 278 & Umdatul Qari fi-Sharah Bukhari Vol 3 Page 42

➓ Hazrat Abdullah bin Dinar Al Mutawaffa 127 Hijri Bukhari Muslim Ke Rijaal Hain Aur Imam Ibn Hajar Asqalani Ne Siqa Karar Diya
Ref• Taqreeb Raqam 3300

⓫ Hazrat Abdullah Bin Umar رضي الله عنه Al Mutawaffah 74 Hijri Azeem Mashoor Sahabi e Rasool ﷺ Hain

☞ To Maloom Hua Ke Is Hadith Ke Tamaam Raawi Siqa Aur Sadooq Hain Aur Is Hadith Ki Sanad Sahih & Hasan Hai

Reference Book
Tarikh al-Madina tul-Damishq
Vol 32 Page 262

Hazrat Ameer Muawiya Hazrat Imam Hussain Ki Nazar Me
Shia Rafzio Ka Sabse Bada Allama Aur
Muhaddis Abu Mikhnaf al-Azdi Death 157
Hijri
&
2 Allama Balazari Al Mutawaffah 279 Hijri
Inka Bhi Shia Rafzi Aur Unki Mutah Aulade
Mutai Tafzili Mulla Bahut Hawale Dete Hai
&
3 Hazrat Imam Tabri Al Mutawaffah 310 Hijri
*Jab Hazrat Ameer Muawiya رضي الله عنه Ki Wisaal Ki Khabar Hazrat Imam Hussain رضي الله عنه Mili To Hazrat Imam Hussain رضي الله عنه ne
Farmaya Allah , Hazrat Muawiya رضي الله عنه Rahem Farmaye Aur Unhe Ajar e Azeem Ata Kare.

Yani Aaj Shia Rafzi Aur Unki Mutah Centre Ki
Aulade Tafzili Mulla Minhaji ul-Padri Mutai Hanif Maveshi Riaz Shah Charsi Wagera Jo Din Raat Hazrat Ameer Muawiya رضي الله عنه Par Lanat
Bhejte Hai , Unpar Hazrat Imam
Hussain رضي الله عنه Rahem ki dua bhej Rahe Hain.

Hawala Note Shia Most Authentic Books
1 *Maqtal Imam Hussain* (Shia)
Jild 1] Safa 42
&
Ansab al-Ashraf
Vol 3 Page 464
&
3Tarikh al-Tabri (Sunni)
Vol 3 Page 270

Mujaddid e Alfesani Shaykh Ahmed Sarhendi رحمتہ اللہ علیہ Jinka Wisal 1034 Hijri me HuwaWo Likhte Hain:”Janna Chahiye ! Ke Hazrat Ameer ulMomineen Ali Ke Saath Jung KarneWale(Sahaba) Khata Par the Aur Haq Par Hazrat Ali the! Lekin Ye Khata Khata eIjtehaadi ki Taraf thi isliye Wo Malaamat seDoor hai Aur Ispar Koi Mua’akhiza(Giraft)Nahi”.

Ref: Maktubaat e Rabbani Mutarjim, Vol 2,Pg no.516

Ahlesunnat Ke Azeem Imam HazratImam Ghazali Jinka Wisal 505 Hijri me Huwa Wo Likhte hai :

Hazrat Muawiya Aur Hazrat Maula Ali Ke Aapasi ikhtelaaf iftehaad ki Buniyaad Par the, Hazrat Muawiya Ki Taraf se Hazrat Ali Ke Liye Khilafat Ka Koi Tana’aza o ikhtelaaf Nahi tha”.

Ref: Ahya ul Uloomuddin Arabi, Vol 1,Pg no.115

NABI E KAREEM ﷺ NE IRSHAD FARMAYA

Mere Sahaba ki Khamiyan naa Bayan Karo Kahi Unke Liye Tumhare Dilo mein khtelaaf Naa Paida hojaaye Aur Mere Sahaba Ke Mahaasin o Khoobiyan

NABI E KAREEM ﷺ NE Irshad Farmaya:

*Log Kaseer(Zyada Tadaad me) haiAur Mere Sahaba Qaleel(Kam) hai,Mere Sahaba Ko Bura Bhala MatKaho! Jisne Unko Bura Bhala KahaUspe Allah ki La’nat ho”.

Ref: Ma’jam ul Ausat, Hadithno.1203.

Ahlesunnat Ke Mustanad Mohaddis

Imam Badruddin Ayeni Ul Jinka Wisal855 Hijri me huwa Wo likhte hai:*Haq to Yehi hai Jispe Ahlesunnat haiKe Sahaba ke Aapasi ikhtelaaf KeBare Me Apni Zubane Band RakhiJaaye Aur Unke Bare me AcchaGumaan Kiya Jaaye Aur Unke LiyeTaweel Ki Jaaye, Wo Mujhtahid theAur Taweel Karne Wale the, Unkairaada Gunah Karna Nahi tha Aur Naahi Unka Maqsad Duniya Haasil Karnatha”

.Ref: Umdat ul Qaari Sharh ul Bukhari,Vol ,Page no.335.

Ahlesunnat Ke Mustanad Imam Aur Mohaddis Hazrat Imam Mulla Ali Qari Ul Jinka Wisal 1014Hijiri me huwa Wo likhte hai :

Sahaba e Kiraam ke Baare me Ta’an Karne seApni Zubano ko Roke Rakhna isliye ke HarSahabi Mujhtahid the Agarche Hazrat Ali Haqpar the Magar Hazrat Maula Ali aur HazratMuawiya dono Par Ta’an Karna Jayez Nahi haiAur Momineen ke liye Salamati Yehi hai ke inDono Hastiyon ke Baare me Khamosh rahe

Ref: Mirqaat ul Mafateeh, Vol 10, Page no.32.

shareh Bukhari Hazrat imam lbne Hajar asqalani رضي الله عنه jinka wisal 852 hijri mai hua wo likhte hai

: Ahlesunnat Ka is Baat par ittefaaq hai keSahaba e Kiraam رضي الله عنه Ki Aapasi Jungo ki WajahSe Un Mese Kisi Ek Par Bhi Ta’an Nahi KiyaJayega Agarche Koi In Mese Ek Ko Haq ParManta ho! Isliye Ke Unki Junge ijtehaad kiBuniyad Parthi Aur Allah ne ijtehad me KhataKarne Wale Ko Darguzar Farmaya hai :

Ref: Fath Ul Baari, Vol 16, Page no.482.

*Huzoor *ﷺ Ka Farman Hazrat Ali Aur HazratMuawiya Me Jang Hogi Aur Dono Monin Aur Haq Par Honge*

1 Hazrat Imam *Bukhari* Al Mutawaffah *256*Hiri&2 Hazrat Imam Abu Ishaq *al-Shatibi* AlMutawaffah *790* HijriHazrat *Abu Hurairah* رضي الله عنه Se Riwayat Hai*Rasool Allah *ﷺ Ne Irshad Farmaya Qayamat UsWaqt Tak Nahi Aayegi Jab Tak Meri Ummat Ke 2Azeem* (Aala) *Jama’ato* (Groups) *Jang NaKaregi Aur Un Dono Jama’ato Ke DarmiyanBahut Khoo’rezi Hogi Halake Dono Ka Dawa EkHi Hoga*

3 Hazrat Imam Ibn e Hajar *Asqalanj* Is Hadith KiSharah (Explanation) Me Likhte Hai*Un Do Azeem Jama’ato Se Murad Hazrat رضي الله عنه Unke Saathi Aur Hazrat Ameer Muawiyaرضي الله عنه Aur Unke Saathi Hain Aur Dono KaDawa Ek Se Murad Dono Giroho Ka Momin HonaKarar Diya Gaya Hai* Yani Huzoor ﷺ Jante The Ki Hazrat Ali AurHazrat Muawiya Me Ikhtilaf Hoga Aur Jang HogiUske Baad Bhi Dono Ko Behtareen Aur MoninKarar Diya Kyunki Ye Unka Aapsi Aur IjtihadiMamla Tha Aur Dono Hi Haq Par Qayam The.*Iske Baad Bhi Koi Hazrat Ameer Muawiya رضي الله عنه Ke Bare Me Bakwas Kare Tu Samih Lo KiUska Na’pak Nutfa Haram Ka Hai*References Books*1 Sahih Bukhari* (English)Vol *4* Hadees *7121*&*2 Kitab al-Itisam* (English)Vol** Page *410*&*3 Fathul Bari* Indonesian)Vol *35* Page *297*

NABI E KAREEM: ﷺ NE APNE CHEHRA
MUBARAK KO AASMAAN KE JAANIB UTHA
KAR IRSHAD FARMAYA:

  • Taare Amaan hai Aasmaan Walon ke liye
    Jab Taare Khatm Hojaaye to Jiska
    Wa’ada(Qayamat Ka) Kiya Gaya hai Wo Aa
    Jayegi Aur Mere Sahaba Aamaan hai
    Zameen Walon ke Liye Jab Mere Sahaba
    Chale Jaaye to Un Par Wo Waqt Aayega
    Jiska(Qayamat Ka) Wa’ada Kiya Gaya hai”.
    Ref: Sahih Muslim, Hadith no.2531.

NABI E KAREEM ﷺ NE Irshad Farmaya:*

Mere Sahaba Ke Baare me Allah seDaro! Allah se Daro! Mere Baad TumUnhey Apni Tanqeed Ka Nishaananaa Banco, Jisne insey MohabbatRakhi Use Meri Mohabbat ki Wajahse Unsey Mohabbat Rakhi Aur Jisneinsey Bughz Rakha Usne MujhseBughz Ki Wajah se insey BughzRakha”.

Ref: Sunan Tirmizi, Hadith no.3862.

Sayyad Makhdoom Ashraf Jahangir Simnani farmate hai :

Rasul Allah ﷺ ke katibo me Hazrat Muawiya رضي الله عنه aur Hazrat Zaid bin sabit ko lazmi aur khusoosi Ahmiyat Hasil thi

Ref: Lataif e Ashraf Part 3 Latifa 52

Imam Ahmad Bin Hanbal رضي الله عنه Ubaidullah nami shakhs ko Sunni Muhaddis samajh kar usse kafi Hadeese liya karte the, parjab Aap ko pata chala ke wo shakhs bid’ati hai ke Hazrat Amire Muawiyah ko bura kehta hai to aap ne uske yaha jana bandkar diya aur uske pas se jama kiye sare Kagaz fad diye.

Ref: Imam Abu Talib Makki – Qutul Quloob 1/286

NABI E KAREEM ﷺ NE IRSHAD
FARMAYA:


Mere Sahaba Mese Kisi Ek Sahabi Ko
Bhi Bura Naa Kaho Kyun Ke Tum Mese
Koi Shaks Ohad Pahaad ke Baraabar
Sona Bhi Kharch Karde to Unke(Ar a
Sawab) Ke Barabar Ya Unke Aadhe ke
Barabar Bhi Nahi Pohonch Sakta hai”.

Ref: Sahih Muslim, Hadith no.6383.

Sufi Jalaluddin Roumie Apni Masnawi Shareef me Likhte hai

:Hazrat Muawiyah Ameer رضي الله عنه ul Momineen Aur Momino Ke•”Maamu hai

Ref: Masnawi Shareef Farsi, Vol 2,Page no.248.

Mehboob e ilaahi Khwaja Nizamuddin Auliya رضي الله عنه Farmate hain”

Hazrat Muawiya رضي الله عنه Musalman hai Aur Sahabi e Rasool hai Aur RasoolAllah ﷺ Ke Saale hai,Unki Ek Behen Jinka Naam Umme habeeba hai Wo RasoolAllah ki Zauja(Biwi) hain”.

Ref: Fawaid ul Fawad Mutarjim, Pageno.357.

Hazrat Daataganj Bakhsh Ali Hujveri „رضي الله عنه Likhte hain:

*Hazrat Ameer e Muawiya رضي الله عنه ne Imam Husain رضي الله عنه Ke Liye 5 Dinaar ki Theliya’n Bheji, Har Theli me 1 Hazaar Dinaar tha”

.Ref: Kashful Mahjoob Mutarjim,Page no.185.

Shaykh Abdul Qadir Jilani „رضي الله عنه Bade Peer Ghaus ul Azam likhte hain:**

Hazrat Imam Hasan Ki Khilafat seDastbardaari Ke Baad HazratMuawiya Ke Lie Khilafat Bil-ittefaaqSaabit hai, Tamaam Sahaba ke Aapasiikhtelaaf Khatam hogaye Aur SabneHazrat Muawiya Ko Khalifa TasleemKar Liya”,

Ref: Al-Ghuniya Le Talibi Tareegil Haq,Pg no.201.

*Huzoor ﷺ Ki Dua Hazrat Ameer Muawiya KeLiye*

_Hazrat Imam Hussain *al-Ajuri* Al Mutawaffah *360* Hijri Hadith Likhte HainHazrat *Maslama in Mukhallad* رضي الله عنه SeRiwayat Hai *Rasool Allah ﷺ * Ne Farmaya YaAllah Hazrat Ameer Muawiya رضي الله عنه , KoQuran Ka ilm Ata Farma Aur Usay Zameen MeHukumat Ata Farma Aur Usay Azab SeMehfooz Rakh*Subhanallah

Reference Book*AI-Shariyah*Vol *]* Hadees *1919*

Shiao Rafziyo Aur Unki Irani Mutah Center Ki
Aulade Minhaji & Mujawari Tafzili Mullao Ko Jab
Kuch Nahi Mila To Ek Riwayat Ki Galat Meaning
Karke Hazrat Ameer Muawiya رضي الله عنه i Shan
Me Bakwas Karna Aur Unpar Buhtan Bandhne
Ki Na’kam Koshish Ki Hai Ki Huzoor ﷺ Ne Kisi Ko Hazrat ameer e muawiya رضي الله عنه ko bulane ke liye Bheja tu unho usne Kaha ki jao me khana Kha Raha Hon Nahi Aaonga
Ab Aaiye Dekhe Is Riwayat Ki Asl Ibarat Aur
Mafoom Kya Hai
Hazrat Imam “Bayhaqi Al Mutawaffah “358”
Hijri Likhte Hain.
Huzoor ﷺ Ne Hazrat Abdullah Bin Abbas رضي الله عنه Se Farmaya Ki Jao Hazrat Muawiya رضي الله عنه
Ko Bula Ke Lao To Hazrat Abdullah Bin Abbas رضي الله عنه Gaye Tu Unse Kaha Gaya “Inhano
Ya’kulo” Ki Hazrat ameer e muawiya رضي الله عنه
Khana Kha Rahe Hai To Wo Wapas Aa Gaye
Conclusion
Yani Maloom Hua Ki Hazrat Abdullah Bin Abbas رضي الله عنه Ne Directly Hazrat Muawiya رضي الله عنه
Ke Paas Jakar Nahi Kaha Balke Koi Aur Tha
Jinse Aap Mile Aur Use Kaha Na Hi Hazrat
muawiya رضي الله عنه Directly Hazrat Abdullah
Bin Abbas رضي الله عنه Ko Jawab Diya Ki Me Khana
Khaa Ke Aata Hon Balke Unko To Is Baat Ki
Khabar Tak Na Tha Ki Hazrat Abdullah Bin
Abbas رضي الله عنه Ko Huzoor ﷺ Ne Unko Bulane
Ke Liye Bheja Hai Agar Hazrat Ameer Muawiyaرضي الله عنه Ne Unko Sunkar Directly Jawab Diya
Hota To Alfaz Ye Hote “Ana Akulo” Yani Me
Khana Kha Raha Hon Na Ki Ye “Inhano Ya’kulo”
Ki Wo Khana Kha Rahe Hai
Reference Book
(Dalail un-Nabuwah / Vol 6/ Page 243)

Hazrat Muawiya Qur’an Ke Ameen Hain

Hazrat Imam *Tabarani* *260* Hijri&Hazrat Imam Nur al-Din *al-Haysami* Al Mutawaffah *807* Hijri Likhte Hain *Hazrat Ibn Abbas رضي الله عنه Se Riwayat Hain Hazrat Jibraeel عليه السلام Nabi ﷺ Ki Bargah Me Hazir Hue Aur Arz Ki Ya Muhammad ﷺ Hazrat Muawiya رضي الله عنه Ke Talluq Se Wasiyat Farma Dijiye Ki Beshak Wo ALLAH Ki Kitab Qur’an Par Ameen Hain Aur woy Bahut Achay Ameen Hain*SubhanallahHaza *Rijaal Sahih*✺ _Hazrat Jibraeel عليه السلام Allah ﷻ Ki Ijazat Aur Bina Hukm Ke Na Kahin Jatay Hain Aur Na Koi Kalam Karte Hain Yani Hazrat Jibraeel عليه السلام Ne Jo Bhi Kaha Wo Allah ﷻ Ke Hukm Par Kaha Socho Jiski Tareef Allah ﷻ Kare Uski Shan Ka Kya Alam Hoga_“`Research This Narration of Hadith“` ➊ Hazrat *Ali Bin Saeed ar-Raazi* Al Mutawaffah *299* Hijri Ko Hazrat Imam Zayn al-Din Qasim Al Mutawaffah *879* Hijri Ne *Sadooq, Hafiz ul-Hadees* Karar DiyaRef° *Kitaab Siqaat* Vol *7* Pg *431*➋ Hazrat *Muhammed Bin Quttan ar-Ramali* Al Mutawaffah *242* Hijri *Sadooq* HainRef° *Majalla al-Ijma* Shumaara no *16* Pg *31*➌ Hazrat *Marwan Bin Muawiya al-Fazari* Al Mutawaffa *193* Hijri Ke Bare Me Imam Ibn e *Hajar Asqalani* Likhte Hain Aap *Bukhari o Muslim* Ke Rijaal Hain Aur *Siqah Muhaddis* HainRef° *Taqreeb* Raqam *6575*➍ Hazrat *Abdul Malik Bin Abi Sulaiman* Mutawaffah *145* Hijri Ke Bare Me Imam *Ibn Hajar Asqalani* Likhte Aap *Sahih al-Muslim Aur Sunan Abi Daud Sunan Nasai Sunan Ibn e Majah Aur Sunan Tirmizi* Ke *Rijaal* Hain Aur *Siqah* Hain.Ref° *Taqreeb ut Tehzeeb* Raqam *4184*➎ Hazrat *Ata Bin Abi Rabah* Al Mutawaffah *114* Hijri Famous *Tabai* HainRef° *Taqreeb* Raqam *4591*➏ Hazrat *Sayyidina Abdullah Bin Abbas* رضي الله عنه Al Mutawaffah *68* Hijri *Huzoor ﷺ Ke Cousin Brother Hain*☞ _To Pta Chala Ki Is Hadith Ki Sanad Ke Tamam Raawi Siqah Aur Saduk Hain Aur Ye Hadith Sahih Hain_References Books*al-Muajam al-Ausat*Vol *3* Hadees *3902*&*Majma’ al-Bahrayn*Vol *3* Hadees *3888*📗📄👇

Hazrat Imam Ibn “Asaqir” Al Mutawaffah
“571” Hijri Hadith Code Karte Hain.
Tajdar e Khatam e Nabuwat “Rasool Allah ﷺ
Irshad Farmaya_Tumhare Pas is Darwaze
Se Ek Jannati Shaks Dakhil Hoga Tu Hazrat
Ameer Muawiya رضي الله عنه Dakhil Howe Dusre
Din Aap ﷺ Ne Phir Wahi irshad Farmaya Aur
Phir Hazrat Ameer Muawiya رضي الله عنه Dakhil
Howe Phir Teesre Din Bhi Aise Hi Farmaya
Phir Hazrat Muawiya رضي الله عنه Dakhil Howe
Ek Shaks Ne Arz Kiya Ya Rasool Allah ﷺ ye
Wahi Shaks Hai? Toh Huzoor ﷺ Farmaya
Wahi Hai.
Phir Rasool ALLAH ﷺ Ne Farmaya Aye
Muawiya رضي الله عنه , Tu Mujh Se Hai Aur Main
Tujhse Hun Tu Mere Saath Jannat Ke
Darwaze Per Yun ikhatta Hoga Jistarah Ye
Angusht e Sahadat Aur Darmiyan Wali Ungli
Ek Saath Hain Aur Apni Dono Ungliyaun Ko
Milaya!
Reference Book
(Tareekh e Damishq/ Vol 59/ Page -99)

Hazrat Imam Abu Bakr “Hussain Aajuri”Baghdadi Al Mutawaffah “360” HiriHadith Code Karte Hain_Hazrat Abdullah Bin Umar رضي الله عنه SeRiwayat Rasool ALLAH ﷺ Ne HazratMuawiya رضي الله عنه , Se Farmaya YaMuawiya Tum Muhse Ho Aur Me TumseHon Aur Tum Jannat Ke Darwaze ParMere Saath Yon Hogay Jis Tarah Ye DoHai Nabi Kareem ﷺ Ne Apni DarmiyaniAur Saath Wali Ungli (Finger) Ke Zariyeishara Karke Ye Farmaya.Reference Book(Al Shariya – Urdu / Jild -3 / Hadees 1983)

Hazrat Imam Abu al-Hasan Muslim “Al-Aajli”al-Kufi Al Mutawaffah “261” Hijri Likhte HainKeHazrat Imam “Dahim” Al Mutawaffah “245”Hijri Ka Baghdad Shareef Me ikhtilaf HoGaya Pas Baghi Giroh Wali Riwayat SeLogon Ne Ahle Sham (Yani Sayyedna AmeerMuawiya رضي الله عنه Ko Murad Liye Is Par”Hazrat Imam Dahim Ne Farmaya Ke Jo AisaKahe Ki Is Riwayat Me Baghi Giroh Se MuradHazrat Ameer Muawiya رضي الله عنه Hain WoFahasha Ki Aulad Hai”‘Reference Book(Tareekh al-Siquat/ Raqam no 928)Scan Page

*Huzoor ﷺ Ne Kisse Farmaya Ki Mujhse Jannat Me Milna

Jab Aaital Kursi Nazil Tu Huzoor ﷺ Ne Kisse Farmaya Isay Likho?

Hazrat Imam Hussain Abu Bakr al-Ajuri Al Mutawaffah 360 Hijri Likhte Hain

Maula Ali رضي الله عنه Ke Saathi Hazrat Nuf Bin Fudala Kehte Hai Jab Aaital Kursi Nazil Hui To Nabi Kareem ﷺ Ne Hazrat Ameer Muawiya رضي الله عنه Ko Pegham Bheja Aur Farmaya Tum Isay Likho Qayamat Ke Din Tak Jo Shakhs Bhi Isay Padhe’ga To Tumhe Uski Manid Ajar (Sawab) Milega
Subhanallah

Research of This Narration of Hadith

Hazrat Abu Bakr Muhammad Bin al-Hussain Bin Shahryar al-Balkhi Al Mutawaffah 306 Hijri Maqbool (Accepted) Raawi Hai

Hazrat Haroon Bin Abbas al-Hashmi Al Mutawaffah 275 Hijri Siqat Raawi Hai

Hazrat Alaa Bin Amrr Abu Amr Al-Basti Ye Majhool (Unknown) Raawi Hai Yani Inka Birth Aur Wisaal Kab Kis Hijri Me Hua Inka Hafiza Kaisa Tha Yani Siqah Saduq Bhi Ho Sakte Hai Aur Za’eef Bhi But Agar Za’eef Bhi Mane Jab Bhi Ijma e Muhaddiseen Ke According Fazail O Manaqib Me Za’eef Riwayat Bhi Accept Hai Aur Dusri Wajah Is Raawi Ke Siqah Saduq Hone Ki Ye Bhi Hai Ki Inse Siqah Raawi Ne Riwayat Li Hai Aur Siqat Raawi Majhul Raawi Ya Za’eef Raawi Se Riwayat Nahi Leta
Teesri Wajah Kisi Raawi Ko Majhool Kehne Ki Ye Bhi Hoti Hai Ki Woh Raawi Kayi Naamo (Nick Names) Se Mashhur Ho Aur Alag Alag Sanad Me Uske Alag Naamo Se Confused Hokar Muhaddis Usko Pehchan Nahi Pate Aur Majhool Keh Dete Hain.

Hazrat Marwan Bin Muawiya Al Mutawaffah 193 Hijri Siqat Hafiz Raawi Hai

Hazrat Sawr Bin Yazid Al Mutawaffah 153 Hijri Siqat al-Sabit Raawi Hain

Hazrat Khalid Bin Madaan Al Mutawaffah 103 Hijri Famous Tabai 70 Se Zyada Sahaba e Kiram Ki Ziyarat Ki

Hazrat Nuf Bin Fudala Al Mutawaffah 91 Hijri Maqbool (Accepted) Raawi Hai Aur Usse Bhi Zyada Ala Baat Ye Hai Ki Ye Maula Ali رضي الله عنه Ke As’hab (Saathi) Hain
Sunni Ref° Tarikh al-Madina tul-Damishq Vol 26 Pg 221
Shia Ref° Bihar al-Anwar Jild 4 Safa 313 & al-Kunaa wal’alqab Jild 2 Safa 89 & Nahjul Balagha

☞ To Pta Chala Ki Is Hadith Ke Tamam Raawi Siqah Aur Maqbool Hai Siwaye Ek Raawi Ke Unke Halaat Usool e Hadith Ke According Clear Nahi So Ye Hadith Thodi Si Za’eef Hai Chunki Ye Riwayat Fazilat Yani Shan Ke Chapter Me Hai So Za’eef Bhi Accept Hai

Reference Book
Al-Shariyah Vol 1 Hadees 1940

Hazrat Imam Hassan رضي الله عنه or Hazrat Imam Hussein رضي الله عنه ne Hazrat Muawiyah رضي الله عنه ki Bayt farmai

Ref: Shia Book Rijal ul Kashi page 104Author: Shia scholar Abu Jafar Tusi (died 460 Hijri) (scan page

Ghaus e Azam bhi jinki Taqleed karte the, Wo Imam Ahmad bin Hanbal se kisi ne sawal kiya : Hazrat Muawiya ko bura kehne wale ke piche
Namaz parhna chahiye? Imam Ahmad ne farmaya: “Uske piche Namaz nahi parhna aur na uski izzat karna”

Ref: Imam Ibn Hani (265 Hijri) – Masail Imam Ahmad 1/60

Post a Comment

Previous Post Next Post

Contact Form