Deedaar e Khuda Ba Chashme Mustafa ﷺ

Deedaar e Khuda Ba Chashme Mustafa ﷺ


Nabuwwat Ke 12ve Saal Rasoolullah ﷺ Ko M’eraaj Shareef Se Nawaaza Gaya, Albatta Maheene Me Ikhtelaaf Hai Magar Zayaada Mash’hoor Yeh Hai Ke 27vi Rajab Ko M’eraaj Huwi.M’eraaj Shareef Haalat e Beedaari Aur Jism Wa Rooh Dono Ke Saath Waaq’e Huwi, Yehi Jamhoor Ahle Islam Ka Aqeeda Hai Aur Jaleelul Qadr Sahaaba e Kiraam Ka Bhi Yehi Aqeeda Hai.

“Hazrate Abdullah Bin Abbaas رضي الله عنه Farmaate Hai “Wa Laqad Ra’ahu Nazlatan Ukhra” Se Muraad Rasoolullah ﷺ Ne Allah ﷻ Ko Dekha Hai”.

Reference Book*Musannaf Abi Shayba* *Vol *16* Hadees *32463*

Hazrat Imam “Ahmad Bin Hambal” Al Mutawaffah “241” Hijri Hadith Likhte Hain Hazrat Abdullah Bin Abbas رضي الله عنه Bayan Karte Hain Rasool Allah ﷺ Farmaya “Mene Apne Rab Allah Ko Dekha Hai Wo Baland Aur Shan o Shawqat Wala HaiYani Huzoor ﷺ To Irshad Farma Rahe Hai Ki Mene Apne Rab Ko Dekha Hai “Aur Aaj Ka Chamar Yani Wahabi Ahle’hagees Saudi Najdi Kutte Kehte Hai Ki Nahi Dekha

Reference Book(Musnad Ahmad Bin Hambal[Published Saudi Najd Riyadh / Vol 2 / Hadees 2634)

*Huzoor ﷺ Ne Allah Ko 11 Martaba Dekha Waliyon Ke Sultan Ka Aqeeda*_Hazrat Shaykh Abdul Qadir Jilani Baghdadi *Ghaus e Azam* رضي الله عنه Al Mutawaffah *561* Hijri Likhte Hain__Hazrat Abu *Bakr Bin Suleman* Al Mutawaffah *91* Hijri رَضِیَ اللهُ عَنْهُ Ka Qawl Hai Ke_ *Rasool Allah ﷺ Ne Apne Allah Rab Ka Deedar 11 Martaba Kiya 9 Baar Ka Saboot Hadees E Paak Se milta Hai Jab Ki Aapne Hazrat Moosa عليه السلام Aur Allah عزوجل Ke Maa’bain Takhfeef e Namaz Ke Liye Baar Baar Tashreef Le Gaye Aur 50 Waqt Ki Namaz Ke Bajaye 5 Waqt Ki Namaz Farz Ki Gayi 45 Baar Ki Takhfeef Hogai Ye Sunnan Nabvi Se Sabit Hai Aur 2 Baar ALLAH Ka Deedar Quran Se Saabit Hai*Subhanallah

_Yani Jo Sultan e Auliya Ka Aqeeda Hai Wahi Aqeeda Hum Sunni Barelvi Musalmano Ka Hai Aur Wahabio Ahle’geeso Najdio Ka Aqeeda Yahudio Wala_

Reference Book*Ghunyat Talibeen*Safa *178**

*Huzoor ﷺ Ne Allah ﷻ Ka Didar Kiya*_Wahabi Deobandi Ahle’gees Saudi Najdi Ka Bid’ati Aqeeda Hai Ki Huzoor ﷺ Ne Allah ﷻ Ko Nahi Dekha

_¹ Hazrat Imam Haroon *Ruwyani* Al Mutawaffah *307* Hijri&

² Hazrat Imam *Darqutani* Al Mutawaffah *385* Hijri Hadees Likhte Hain *Hazrat Maaz Bin Jabal رضي الله عنه Se Riwayat Hain Rasool Allah ﷺ Ne Irshad Farmaya Mene Apne Rab Ko Dekha

References Books¹ *Musnad al-Ruyani*Vol *3* Hadees *219*&² *Kitab al-Ruwyati*Vol *1* Hadees *259*&³ *Tafsir Ibn-e-Rajab Hanbali*Vol *2* Page *149*&⁴ *Sahih al-Musnad Hadith*Vol *1* Page

Deedaar e Khuda Ba Chashme Mustafa ﷺ Par Wahabhi Deobandi Gair Muqallid ke Aitraaz Ka Mukammal Jawab

_Wahabhi Deobandi Huzoor ﷺ Ka Allah ﷻ Ko Dekhne Ka Masle Par Ek Riwayat Late Hai Wo Ye Hai_ *Hazrat Masruq Tabai Se Rivayat Hai Ki Unhone Hazrat Ayesha رضي الله عنها Se Suna Ki Unhone Farmaya* _Jo Ye Kahe Ki Nabi ﷺ Ne Allah ﷻ Ko Dekha Hai Wo Jhoota Hai”

Ref: Bukhari *7380*

*Is Riwayat Ko Pesh Karke Gair Muqallid Wahabi Ahle’hagees Selfie Najdi Log Kehte Hai Ki Dekho Nabi ﷺ Ne Allah ﷻ Ko Nahi Dekha Hai! **Dekha Aapne Wahabi Ahle’hagees Najdi Kis Tarah Apne Matlab Ki Riwayat Ko Lete Hai Kharjiyo Ki Tarah**Pehli Baat Ye Riwayat Masruq Ne Hazrat Ayesha رضي الله عنها Se Suni Jo Ke Ek Tabai Thay Aur Rahi Baat Hazrat Ayesha رضي الله عنها Ka Ye Kehna Ki Jo Kahe Ki Dekha Wo Jhoota Hai To Ye Unka Khud Ka Qawl Hai Na Ki Huzoor ﷺ Se Suna Tha! Aur Unhone Duniya Me Rehte Hue Dekhne Ki Baat Par Kaha Tha Dusri Baat Jab Aaqa ﷺ Ko Meraj Shareef Hui To Us Waqt Hazrat Ayesha Siddiqa Ki Age Only 6 Years Thi Aur Na Us Waqt Nikah Hua Tha* Ahle’hagees Gair Muqallideen Wahabiyon Ke Shaik Ul Kulli Fil Kul Miya Nazeer Hussain Dehelwi Likhta Hai*Toh Yeh Hazrat Ayesha رضي الله عنها Apne Fahem Se Farmaati Hai .Aur Fahem E Sahaba Hujjat Yani Koi Iski Sharai Daleel Nahi Hai* Fatawa Naziriya Jild 1 Safa *622*_Aur Mashoor Gair Muqallid Ahle’hagees Nawab Nurul Hasan Khan Likhta Hai_*Ke Usool Me Yeh Baat Taishuda Hai Ke Sahabi Ka Qaul Hujjat Nahi Hai.* Arful Jaadi Safa *101*

_Ek Taraf To Wahabiyon Ahle’hageeso Ka Dawa Hai Ki *Hazrat Ayesha* Ka Qawl *Hujjat Nahi* Aur Na Sahaba Ka Aur Yaha Sahaba To Door Balke Ek Tabai Ne Suna To Kaise Hujjat Ho Gaya Ahle’hageeso Tumhare Dharam Me?_ *Yani Jab Apni Matlab Ki Baat Aai To Sahabi Kya Tabai Ka Bhi Qawl Hujjat Aur Jab Apne Matlab Ki Baat Na Ho To Sahabi Ka Qawl Bhi Hujjat Nahi* Wah Ahle Victorian Ahle’hagees Tumko Toh Munafiqat Ka Award Dena Chaiye

Ek shakhs ne imam Ahmad Bin Hanbal رضي الله عنه se arz ki :” log kehte hai ke Hazrat Ayesha رضي الله عنها kehti hai ke jisne ye Guman kiya ke Muhammad ﷺ ne apne Rab ko dekha usne Allah ﷻ par bada bohtan bandha, to is qoul ka jawab kya hoga?” Imam Ahmad ne Farmaya : Unhe jawab do Rasul Allah ﷺ ke us qoul se ki “Maine Apne Rab ko dekha” Nabi ka qoul Sayyida Aisha ke qoul se tarjeeh rakhta Hain

Ref: Imam Asqalani – Fathul Bari 8/485, Qastalani – Muwahib 3/107, Zurqani-Sharh 8/251, Ibn Qayyim – Al Tibyan pg 156

*_Meraj Ki Raat Khuda Ka Huzoorﷺ Ke Karib Aana Aur Didaar Karana_ Hazrat Imam Abu Isa Tirmizi Al Mutawaffah *279* Hijri Likhte Hain_

Hazrat Abdullah Bin Abbas رضي الله عنه Se Rivayat Hai “Pura Meraj Ka Waqia Bayan Kiya”…. Phir Kehte Hai_ *”Huzoor ﷺ Sidratul Muntaha Par Tashreef Laaye Aur Izzat Waala Jabbar Allah ﷻ Yaha Tak Ke Karib Huwa Aur Nazdik Aaya Ki Do Kamano Ya Is Se Bhi Kam Ka Faasla Reh Gaya” Khuda Aur Rasool Me* Aur Aagay Farmate Hain_ *Hum Bani Hashim Kehte Hai Beshaq Nabi e Kareem ﷺ Ne ALLAH ﷻ Ka Deedar Kiya”*

*Reference Book* Jame al Tirmizi Book Tafseer e Quran Vol*5* Hadees *3280* *Scan Page*

*Meraj Ka Munkir Kafir Bid’ati Aur Fasiq Hai*Hazrat *Aurang’zayb* Ke Ustad Hazrat Mulla *Ahmad Jeewan* Al Mutawaffah *1130* Hijri رَحْمَةُ اللهِ عَلَيْه Likhte Hain

¹ *Meraj Shareef Me Huzoor ﷺ Ka Makkah Mukarrama Se Masjid-e-Aqsa Tak Tashreef Le Jana Meraj-e-Qatai Hai Jo Qur’an Se Sabit Hai.

*² *Masjid-e-Aqsa Se Asman-e-Duniya Tak Tashreef Le Jana Mashoor Hadees Se Sabit Hai.*

³ *Aur Aasmano Se Upar Tak Tashreef Le Jana Hadith Se Sabit Hai.*Phir Aagay Likhte Hain*To Pehle Ko Na Mannay Wala Kafir Hai* ¹*Dusray Ko Na Mannay Wala Bid’ati Hai* ²*Tisray Ko Na Mannay Wala Fasiq Hai.* ³Reference Book*Tafsiraat e Ahmadiya*Jild *1* Safa *682*

Banu Hashim Ka Aqeeda

➊ Hazrat Imam Abdur Razzak Al Mutawaffah 211
&
➋ Hazrat Imam Abi al-Hasan al-Wahidi Al Mutawaffah 468 Hijri
&
➌ Hazrat Imam Ibn e Burjan al-Lakhmi Al Mutawaffah 536 Hijri
&
➍ Hazrat Imam Qurtubi Al Mutawaffah 671 Hijri

Hazrat Abdullah Bin Haris Ne Bayan Kiya Ki Hazrat Ibn e Abbas رضي الله عنه Hazrat Ubai Bin Kaab رضي الله عنه Khade Hue Tu Hazrat Ibn e Abbas رضي الله عنه Ne Kaha Ki Hum Bani Hashim Kehte Hai Ki Huzoor ﷺ Ne 2 Baar Apne Rab Ko Dekha Hai Phir Hazrat Ibn e Abbas رضي الله عنه Ne Kaha Ki Tum Tajjub Kar Rahe Ho Ki Khalt Hazrat Ibrahim عليه السلام Ke Liye Hai Kalam Hazrat Musa عليه السلام Aur Ruyat e Baari Taala Huzoor ﷺ Ke Liye Hai Farmaya Pas Hazrat Ibn e Kaab رضي الله عنه Ne Nara e Takbeer Buland Kiya Yahan Tak Ki Pahado Ne Bhi Uska Jawab Diya Phir Farmaya Bila Shak Allah ﷻ Ne Apni Ruyat Aur Kalam Ko Huzoor ﷺ Aur Hazrat Musa عليه السلام Ke Darmiyan Taqseem Kar Diya Pas Hazrat Musa عليه السلام Ko Sarf Hum Kalami Naseeb Hua Aur Huzoor ﷺ Ko Sarf e Didar Ata Hua
Subhanallah

References Books
¹ Tafsir Abdur Razzak
Vol 3 Hadees 3032
&
² Tafsir al-Basit
Vol 1 Page 23
&
³ Tafsir Ibn Burjan
Vol 5 Page 214
&
⁴ Tafsir Qurtubi
Vol 4 Page 41

Hazrat Abu Hurayrah Hazrat Anas Hazrat Ikrima Hazrat Ibn e Abbas Ka Aqeeda

Hazrat Imam Abi Abdullah Bin Ahmad Bin Hambal Al Mutawaffah 290 Hijri
&
Hazrat Imam Hibatullah Lalka’i Al Mutawaffah 418 Hijri

Hazrat Daud Bin Hussain Kehte Hai Ki Marwan Ne Hazrat Abu Hurayrah رضي الله عنه Se Pucha Kiya Rasool Allah ﷺ Ne Apne Rab ﷻ Ko Dekha Hai? Tu Hazrat Abu Hurayrah رضي الله عنه Ne Farmaya Haa Rasool Allah ﷺ Ne Allah ﷻ Ko Dekha Hai

Hazrat Imam Qurtubi Al Mutawaffah 671 Hijri Likhte Hain

Hazrat Anas Bin Malik رضي الله عنه Aur Hazrat Ibn e Abbas رضي الله Hazrat Ikrima رضي الله عنه Hazrat Rabih Aur Hazrat Imam Hasan Ne Yahi Kaha Hai Ki Rasool Allah ﷺ Ne Allah ﷻ Ko Dekha Hai

References Books
¹ Kitab al-Sunnah
Vol 1 Hadees 204
&
² Sharah Usool Aitqaid Ahle’sunnah
Vol 1 Hadees 908
&
³ Tafsir e Qurtubi
Vol 4 Page 38
📚📄👇

*Hazrat Ikrama Ka Aqeeda*Hazrat Imam Jarir *Tabri* Al Mutawaffah *310* Hijri Likhte Hain&Saudi Hafiz Ibn e *Kaseer* *Hazrat Isa Bin Ubaid Kehte Hai Hazrat Ikrama Al Mutawaffah 106 Hijri رَضِیَ اللهُ عَنْهُ Se Sawal Huwa Ki Kiya Nabi e Kareem ﷺ Ne ALLAH Ko Dekha? To Hazrat Ikrama رضي الله عنه Ne Farmaya Haa Rasool Allah ﷺ Ne Allah ﷻ Ko Dekha Hai Haa Allah ﷻ Ko Dekha Hai*

Yani Tabai Ka Aqeeda Hai Ki Huzoor ﷺ Ne Allah ﷻ Ko Dekha Hai But Wahabi Deobandi Ahle’gees Saudi Najdi كافر Ka Ganda Aqeeda Hai Ki Nahi Dekha_

Reference Book*Tafsir e Tabri*Vol *11* Raqam *32461*&*Tafsir e Kaseer*Vol *4* Page *275*

Hazrat Anas Ka Aqeeda

¹ Hazrat Imam Ibn e Asim Al Mutawaffah 287 Hijri Likhte Hai
&
² Hazrat Imam Jalaluddin as-Suyuti Al Mutawaffah 911 Hijri

Hazrat Anas Bin Malik رضي الله عنه Farmate Hain Rasool Allah ﷺ Ne Apne Rab ﷻ Ko Dekha Hai

This Narration of Hadith

Hazrat Amrr Bin Isaa Al-Dabai Siqat Raawi Hai

Hazrat Abu Bahr Al-Bakrawy
أحمد بن صالح الجيلي وثقه Hazrat Imam Ahmad Bin Salih al-Ajili Al Mutawaffah 565 Hijri Likhte Hain Hazrat Abu Bahr Al-Bakrawy Siqah Hai

يحيى بن سعيد القطان كان حسن الرأى فيه
Hazrat Imam Yahya Bin Saeed al-Qattan Al Mutawaffah 198 Hijri Inke Bare Me Acchi Raye Rakhte The

Aur Inhi Raawi Abu Bahr Al-Bakrawy Se Ek Riwayat Hazrat Imam Ibn e Khuzayma Al Mutawaffah 311 Hijri Ne Li Aur Uski Sanad Aur Matan Ko Sahih Karar Diya
Ref: Sahih Ibn e Khuzayma Hadith no 2429

Aur Hazrat Imam Yaqoob Bin Shayba Al Mutawaffah 262 Hijri Farmate Hain Agar Abu Bahr Al-Bakrawy Hazrat Shuba Se Riwayat Kare Tu Unki Hadith Sahih Hai
Ref: Mawsueat al-Fazail Qur’an Pg 462

Hazrat Shuba Bin Hajjaj Famous Tabai Aur Siqat al-Hafiz Muttaqi Aur Abid Hai

Hazrat Qatada ibn Di’ama Famous Tabai Aur Siqat al-Sabit Raawi Hain

Aur Hazrat Anas Bin Malik رضي الله عنه Azeem Aala Jalil ul-Qadr Huzoor ﷺ Ke Pyare Sahabi Hain

☞ To Pta Chala Ki Is Hadith Ke Tamam Raawi Siqah Aur Iski Sanad Sahih Aur Hadith Bhi Sahih Aur Hasan Darje Ki Hai

References Books
¹ Kitab al-Sunnah
Vol 1 Hadees 432
&
² Dhur e Mansur Tafsir al-Quran
Vol 6 Page 159

Hazrat Ibn e Abbas Aur Hazrat Kaab Ka Aqeeda

Hazrat Imam Abu Bakr Khuzayma Al Mutawaffah 311 Hijri Likhte Hain

➊ Hazrat Ibn e Abbas رضي الله عنه Farmate Hain Rasool Allah ﷺ Ne Apne Rab Allah ﷻ Ko Dekha Hai

➋ Hazrat Kaab رضي الله عنه Farmate Hain Allah ﷻ Ne Apne Mehboob Muhammad ﷺ Aur Hazrat Musa عليه السلام Ke Darmiyan Apni Roiyat Aur Kalaam Ko Taqseem Kiya Tu Rasool Allah ﷺ Ne Allah ﷻ Ko 2 Martaba Dekha Aur Hazrat Musa عليه السلام Ne 2 Baar Kalam Kiya
Subhanallah

☞ Yani Sahaba Taba’een Aur Muhaddiseen Ka Aqeeda Hai Ki Rasool Allah ﷺ Ne Allah ﷻ Ko Dekha Hai But Aaj Made in Israel Wahabi Ahle’gees Deobandi Najdi كافر Ka Aqeeda Hai Ki Nahi Dekha

Reference Book
Kitab al-Tawheed
Vol 1 Page 159

Reference: Difaeahlesunnat

Post a Comment

Previous Post Next Post

Contact Form